Showing posts with label coronavirus. Show all posts
Showing posts with label coronavirus. Show all posts

Friday, May 1, 2020

I miss my school

Bahane bnate the pet dard ke school na na jane ke, Dekho aaj ghar me band hai.
Modi ji school khulva do hum bache aab bhut tang hai.

Sapne me Harpreet mam padhane aati hai,aakh kholte hi mam ki siraf phone se aavaj aati hai,
Sochte hai ki kya mam bhi mumma ki trah dant lgage pdhaigi ya pyar se hi samjhayegi.

Dosto ka tiffin yaad aata hai,. aajkal maa ka khana bhi fika pad jata hai.
vo masti vo school ki canteen Jha smose khate the bade bacho ke dekh ke hum dar ke bhag jate the.

TV pe dance dekhna kitna bhata hai isse school ka manch yaad aata hai

Phone or TV dekh ke thak chuke hai, dant kha ke pak chuke hai.
Khelna chahte bahar hai.
Par mummy kehti, na bache corona virus bhut khatarnak hai.  

Tuesday, April 28, 2020

Khol de Modi Sab Chai Nhi Peete


Corona hi nhi khud ko bhi falne se rokna hai.


Lockdown Rasmalai Recipe


Tasks By Modi Ji While Lockdown


Karwa Chauth Ke Devta


Lockdown Work from Home


Ghar me Rhoge ya Bahar Jaoge?





Saturday, April 11, 2020

मरद का हाथ तो मरद का ही होता है

आज कामवाली बाई पिछले काम के पैसे लेने आई कुछ एडवांस भी मांग रही थी।

पत्नी बोली --तुझे पूरे पैसे दूंगी, लेकिन वापस काम पर जब आएगी तो ऐसे ही झाड़ू पोंछा लगाना देख कैसे चमक रहा है मेरा घर।

कामवाली बाई - अब देखो ना मरद का हाथ  तो मरद का ही होता है न भाभी।

                      😜😜😜😜😜 #coronavirus

 
Google Analytics Alternative